Sunday, May 10, 2015

11th MAY 2015 MADHURI  SONGS 

मुझको हुई ना ख़बर, चोरी चोरी छुप कर...( दिल तो पागल है )

Movie Name: Dil To Pagal Hai (1997)
Singer: Asha Bhosle
Music Director: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1997
Producer: Yash Chopra
Director: Yash Chopra
Actors: Akshay Kumar, Deven Verma, Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shah Rukh Khan
Theme: Love

Mujhko hui na khabar
Chori chori chup chup kar
Kab pyaar ki pehli nazar haaiGirl + Chorus :
Le gayi le gayi
Dil le gayi
Le gayi le gayi
Dil le gayi le gayi
Mujhko hui na khabar
Chori chori chup chup kar
Kab pyaar ki pehli nazar haiGirl Chorus + Male Chorus :
Le gayi le gayi He he

Dil le gayi le gayi
He he
Le gayi le gayi
He he
Dil le gayi le gayi
He he
Le gayi le gayi
He he
Dil le gayi le gayi

Pyaar ki pheli pheli
Is aankh micholi mein hai
Pyaar ki pheli pheli
Is aankh micholi mein
Bin soche jaa bari mein naino ki doli meinGirl :
Ab lagta hai mujhko par
Chori chori chup chup kar
Kab pyaar ki pehli nazar hai
Le gayi le gayi
He he
Dil le gayi le gayi
He he
Le gayi le gayi
He he
Dil le gayi le gayi

Bikhri bikhri zulfe
Yeh behki behki chaal
Haal ye mera dekhenge puchenge log savaal
Ab jaau mein kaise ghar
Chori chori chup chup kar
Kab pyaar ki pehli nazar hai
Le gayi le gayi
He he
Dil le gayi le gayi
He he

Dil le gayi le gayi
He he

Dil le gayi le gayi
He he

Dil le gayi le gayi
He he
Dil le gayi le gayi
Mujhko hui na khabar
Chori chori chup chup kar
Kab pyaar ki pehli nazar hai
Le gayi le gayi
He he

Le gayi le gayi
He he

Le gayi le gayi
He he
Dil le gayi le gayi
Mujhko hui na khabar
Chori chori chup chup kar

Mujhko hui na khabar
Chori chori chup chup kar
Kab pyaar ki pehli nazar hai

चाँद ने कुछ कहा, रात ने कुछ सुना...( दिल तो पागल है )

Movie Name: Dil To Pagal Hai (1997)
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music Director: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1997
Producer: Yash Chopra
Director: Yash Chopra
Actors: Akshay Kumar, Deven Verma, Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shah Rukh Khan
Theme: Love

Boy: Ae Hei O Hoo Hoo Hoo Hoo
Girl: Um Hum La La La La La
Boy: Chand Ne Kuch Kaha
Raat Ne Kuch Suna...
Chand Ne Kuch Kaha
Raat Ne Kuch Suna
Tu Bhi Sun BeKhabar
Pyar Kar
O Hoo Hoo Pyar Kar
Girl: Aye Hai Chandni
Mujhse Kehne Yehi
Aye Hai Chandni
Mujhse Kehne Yehi
Meri Gali Mere Ghar
Pyar Kar
O Hoo Hoo Pyar Kar
Boy: (repeat)
Girl: La La La La La La La
Boy: Kya Kahoon Kya Pata
Baat Kya Ho Gaye
Dil Lagi Yeh Mere
Saath Kya Ho Gaye
Ek Ishara Hai Ye
Dil Pukara Hai Ye
Is Se Chura Na Nazar
Pyar Kar, O Hoo Hoo Pyar Kar
Girl: Chand Ne Kuch Kaha
Raat Ne Kuch Suna
Tu Bhi Sun Bekhabar
Pyar Kar
O Hoo Hoo Pyar Kar
Boy: Ae Hei Aa Haa Ha Aa Haa
Girl: O O O O O O
Um Um Um Um Um Um
La La La La La La La La La La La La
Hai Koun Kya Khabar
Koi To Hai Magar
Sapnoo Mein Hai Kahin
Aata Nahin Nazar
Main Yahan Woh Wahan
Aa Rahi Phir Yahan
Main Yahan Woh Wahan
Aa Rahi Phir Yahan
Aawaaz Kiski Magar
Boy: Pyar Kar
Girl: O Hoo Hoo Pyar Kar
Boy: Chand Ne Kuch Kaha
Raat Ne Kuch Suna
Tu Bhi Sun BeKhabar
Pyar Kar
O Hoo Hoo Pyar Kar
Girl: La La La La La La La ...
Jispe Hum Mar Mitei
Usko Pata Bhi Nahin...
O O O Jispe Hum Mar Mitei
Usko Pata Bhi Nahin
Kya Gilaa Hum Karein
Woh Bewaffa Bhi Nahin
Humne Jo Sun Liya
Usne Kaha Bhi Nahin
Ae Dil Zara Soch Kar
Pyar Kar
O Hoo Hoo Pyar Kar
Boy: Ae Hei Aa Haa Aa Ha Aa Haa...
Chand Ne Kuch Kaha
Raat Ne Kuch Suna
Tu Bhi Sun BeKhabar
Pyar Kar
O Hoo Hoo Pyar Kar
Girl: Aye Hai Chandni
Mujhse Kehne Yehi
Aye Hai Chandni
Mujhse Kehne Yehi
Meri Gali Mere Ghar
Pyar Kar
O Hoo Hoo Pyar Kar
Boy: Hei Hei
Girl: La La La La La
Boy: O Hoo
Girl: Um Hum Hum Hum Hum...

कोई लड़की है जब वो हँसती है, बारिश होती है...(दिल तो पागल है )

Movie Name: Dil To Pagal Hai (1997)
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music Director: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1997
Producer: Yash Chopra
Director: Yash Chopra
Actors: Akshay Kumar, Deven Verma, Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shah Rukh Khan
Theme: Love

Children Chorus :
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Two Children :
Ghode jaisi chaal haanthi jaisi dum
O saawan raja kahan se aaye tum
Children Chorus : ...
Ghode jaisi chaal haathi jaisi dum
Chuck dumm dumm
O saawan raja kahan se aaye tum (in background)
Children Chorus : ...
Boy :
Koi ladki hai jab woh hasti hai
Children Chorus : ...
Boy :
Koi ladki hai jab woh hasti hai
Baarish hoti hai chanak chanak chumm chumm
Children:
Hey koi ladki hai jab woh hasti hai
Baarish hoti hai chanak chanak chumm chumm
Girl :
Koi ladka hai jab woh gata hai
Children Chorus : ...
Girl :
Arey koi ladka hai jab woh gata hai
Saawan aata hai ghumad ghumad ghumm ghumm
Children:
Arey koi ladka hai jab woh gata hai
Saawan aata hai ghumad ghumad ghumm ghumm
Girl + Children :
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Boy :
Ho ho. ..
Hey hey...
Girl :
Baadal jhuke jhuke se hain
Boy :
Raaste ruke ruke se hain
Girl :
Kya teri marzi hai megha
Ghar humko jaane na dega
Boy :
Aage hai barsaat
Peeche hai toofan
Mausam beimaan
Kahan chale hum tum
Children Chorus : ...
Boy :
Koi ladki hai jab woh hasti hai
Baarish hoti hai chanak chanak chumm chumm
Girl :
Koi ladka hai jab woh gaata hai
Saawan aata hai ghumad ghumad ghumm ghumm
Children Chorus : ...
Boy :
Ho ho ho .. , Hey hey hey ..
Girl :
Ambar jhuka jhuka sa hai
Boy :
Sub kuch ruka ruka sa hai
Girl :
Chhaya sama kitna pyara
Boy :
Saawan ka samajho ishaara
Boy + Girl + Children :
Aise mausam mein tum bhi kuch kaho
Tum bhi kuch karo
Khadi ho kyon gumsum
Girl :
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Boy + Girl + Children (2x):
Hey ghode jaisi chaal haathi jaisi dum
O saawan raja kahan se aaye tum
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Chuck
Boy :
Koi ladki hai jab woh hasti hai
Baarish hoti hai chanak chanak chumm chumm
Girl :
Koi ladka hai jab woh gaata hai
Saawan aata hai ghumad ghumad ghumm ghumm
Children:
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm
Chuck dumm dumm Chuck.. .. ..
Boy :
Ho ho.. .. ..
Girl :
Hey hey.. .. ..
Ho ho.. .. ..
Hoon hoon..
La la .. .. ..

अरे रे अरे ये क्या हुआ, मैंने न ये जाना...( दिल तो पागल है )

Movie Name: Dil To Pagal Hai (1997)
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music Director: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1997
Producer: Yash Chopra
Director: Yash Chopra
Actors: Akshay Kumar, Deven Verma, Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shah Rukh Khan
Theme: Love

Arre Re Arre Ye Kya Hua Maine Na Ye Jaana
Arre Re Arre Ban Jaaye Na Kahin Koi Afsaana

Arre Re Arre Kuchh Ho Gaya Koi Na Pehchaana
Arre Re Arre Banta Hai To Ban Jaaye Afsaana

Haath Mera Thaam Lo Saath Jab Tak Ho
Baat Kuchh Hoti Rahe Baat Jab Tak Ho
Saamne Baithe Rahe Tum Raat Jab Tak Ho
Arre Re Arre Ye Kya Hua Maine Na Ye Jaana

Naam Kya Hai Kya Kahein Dil Ke Mausam Ko
Aag Jaise Lag Gayi Aaj Shabnam Ko
Aise Lagta Hai Kisine Chhoo Liya Humko
Arre Re Arre Ye Kya Hua Maine Na Ye Jaana
Arre Re Arre Ban Jaaye Na Kahin Koi Afsaana

Arre Re Arre Kuchh Ho Gaya Koi Na Pehchaana
Arre Re Arre Banta Hai To Ban Jaaye Afsaana

Tum Chale Jaao Zara Hum Sambhal Jaayein
Dhadkanein Dil Ki Sahi Naam Cahl Jaayein
Waqt Ke Aage Kahin Na Hum Nikal Jaayein
Arre Re Arre Ye Kya Hua Koi Na Pehchaana

Hum Mein Tum Mein Kuchh To Hai Kuchh Nahin Hai Kya
Aur Kuchh Ho Jaaye To Kuchh Yakeen Hai Kya
Dekh Lo Ye Dil Jahaan Tha Ye Wahin Hai Kya
Arre Re Arre Ye Kya Hua Maine Na Ye Jaana
Arre Re Arre Ban Jaaye Na Kahin Koi Afsaana

Arre Re Arre Kuchh Ho Gaya Koi Na Pehchaana
Arre Re Arre Banta Hai To Ban Jaaye Afsaana
Lalalalala.....

दिल तो पागल है, दिल दीवाना है...( दिल तो पागल है )

Movie Name: Dil To Pagal Hai (1997)
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music Director: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1997
Producer: Yash Chopra
Director: Yash Chopra
Actors: Akshay Kumar, Deven Verma, Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shah Rukh Khan
Theme: Love

Tu Ru Ru Tu Tu, Tu Ru Ru Tu Tu Tu Tu
Tu Ru Ru Tu Tu, Tu Ru Ru Tu Tu
Tu Ru Ru Tu Tu, Tu Ru Ru Tu Tu Tu Tu
Tu Ru Ru Tu Tu, Tu Ru Ru Tu Tu Tu Tu Tu

Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Pehli Pehli Baar Milata Hai Yahi
Seene Mein Phir Aag Lagata Hai
Dheere Dheere Pyar Sikhata Hai Yahi
Hasaata Hai Yahi, Yahi Rulata Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Saari Saari Raat Jagata Hai Yahi
Ankhiyon Se Neend Churata Hai
Sache Jhoothe Khwaab Dikhata Hai Yahi
Hasaata Hai Yahi, Yahi Rulata Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai

Is Dil Ki Baato Mein Jo Aate Hai
Wo Bhi Deewane Ho Jaate Hai
Manzil To Rahi Dhoondh Lete Hai
Raste Magar Kho Jaate Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai

Surat Se Mai Na Pehchanungi
Naam Se Bhi Na Usko Jaanungi
Dekhungi Kuch Na Mai Sochungi
Dil Jo Kahega Wohi Manungi
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Haa Yeh Pagal Hai, Haa Deewana Hai

Dil Ka Kehna ,Hum Sab Maane
Dil Na Kisi Ki Maane
Jaan Di Humne, Jaan Gaye Sab
Ek Wohi Na Jaane
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai

Rehne Do Choro Yeh Kahaniya
Deewanapan Ki Sab Nishaaniyan
Logo Ki Saari Pareshaaniya
Is Dil Ki Hai Yeh Maherbaniya
Ho Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Saari Saari Raat Jagata Hai Yahi
Ankhiyo Se Neend Churata Hai
Dheere Dheere Pyar Sikhata Hai Yahi
Hasaata Hai Yahi, Yahi Rulata Hai
Dil to pagal hai, Dil deewana hai
Dil to pagal hai, Dil deewana hai

भोली सी सूरत, आंखों में मस्ती....( दिल तो पागल है )

Movie Name: Dil To Pagal Hai (1997)
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music Director: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1997
Producer: Yash Chopra
Director: Yash Chopra
Actors: Akshay Kumar, Deven Verma, Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shah Rukh Khan
Theme: Love

Bholi Si Surat, Aankhon Mein Masti
Aye Hai, Are Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai

Ladki Nahin Hai, Woh Jaadu Hai, Aur Kaha Kya Jaye
Raat Ko Mere Khawaab Mein Aayee, Woh Zulfe Bikhrayee
Aankh Khuli To Dil Chaha Phir Neend Mujhe Aajaye
Bin Dekhe Yeh Haal Hua, Dekhu To Kya Ho Jaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti
Aye Hai

Saawan Ka Pehla Baadal, Uska Kaajal Banjaaye
Mauj Uthe Saagar Mein Jaise Aise Kadam Uthaye
Rab Ne Jaane Kis Mitti Se Uske Ang Banaye
Chum Se Kaash Kahin Se Mere Saamne Wo Aajaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaye
Aye Hai
Aye Hai

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home